Al-Quran:
Logo ! Ek Misaal Bayan Ki Jati Hai
Isey Gor Se Suno Jin Logo Ko Tum Allah Ke Siwa
Pukaartey Ho Woh Ager Saaarey Akhattey Bhi Ho Jaen
To 1 Makkhi Bhi Paida Nahi Kar Saktey Aur Agar Makkhi Inse Koi Cheez
Cheen Kar Le Jae To Is Se Chura Nahi Saktey
Woh Chahney Wala Bhi Zaeef Aur
Jis Se Madad Talb Ki Ja Rahi Hai Woh Bhi
Zaeef
(Al-Hujj , Ayat 73)
Islamic SMS – FAJAR Ki Namaz
FAJAR Ki Namaz
Martey Waqt Kam Aye Gi,
ZOHAR Ki Namaz
Qabar Mein Kam Aye Gi,
ASAR Ki Namaz
Munker Nakeer Ke Sawalat
Mein Kam Aye Gi,
MAGHRIB Ki Namaz
Hisab Kitab (Akhrat)
Mein Kam Aye Gi,
ESHA Ki Namaz
Pul Sirat Paar Karne
Mein Kam Aye Gi
Send As sadqa.e.Jaria..
Remember Me In Ur Dua
Konsi NAMAZ Kisne Parhi.
Do U Know Sabse Pahle Konsi NAMAZ
Kis ne Parhi ?
Fajar:
ADAM A.S
Zohr:
IBRAHIM A.S
Asar:
YAQUB A.S
Magrib:
DAWOOD A.S
Isha:
YONUS A.S
Plz Share With Friend?
Jab Du’a Kerney Wala Pukaarta Hai.
Al-Quran:
Aur Jab Mere Bandey Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam)
Se Merey Muta’liq Poochain
To (Khaeye) Main Qareeb Hon
Jab Du’a Kerney Wala Mujhe Pukaarta Hai
To Main Du’a Qabool Kerta Hon
Lihaza Inhain Chai Hai Ke
Merey Ehkaam Maaney Aur Mujh Per Iman Laen
Taakey Woh Hidaayat Pa-Sakain
(Al-Baqara, V#186)
Is Ayat Aur Is Sey Milti Julti Ayaat Se
Ba’z Logo Ne Kaha Ke Allah Ta’la Ba-Zaate Khud
Her Jagah Maujood Hai
Jabke Ye Qurani Taa’limat Ke Khilaaf Hai
Allah Ta’la Her Jagah Maujood Nahi
Bulkey Allah Ta’la Ke Ilm Main Her EkJagah
Her Ek Baat
Her Ek Cheez Hai
Dekhye
(Surah No.50 Qaf, Ayat 16)
Kaisa – Tu Musalmaan Hai?
Kaisa – Tu Musalmaan Hai?
Fajar Neend Mein
Zuhar College Ya Job Mein
Asar Araam Mein
Maghrib Kaam Mein
Ishaa TV Mein
Jumah Ke Sirf Doh Rakaat
Wo Bhi Duniya Ke Khayal Mein
Agar Koi Tahajjud Padhta Hai To
Ye Bahut Ta’jjub Ki Baat Samajhte Hain!
Yaad Rahe…
Qabar Main Sabse
Pehele Jo Sawal Hoga Wo
Namaz Hi Ke Bare Main Hoga.
Aap Sabse Guzarish Hai Ke Apne Momin
Bhaiyon Aur Baheno Ko Namaz Ki Dawat Dein.
Inshallah Allah Say
Aapp Ko Is Ka Ajar Milega.
Allah Us Bande Ki Jayez Hajaat Poori Karde Jo
Ye Message Sab Tak Pahunchayega
( Aameen )
Namaz – Improves UR Beauty
Namaz-e-Fajr
Improves Your Beauty
Namaz-e-Zohar
Increase Ur Income
Namaz-e-Asar
Increase Ur Health
Namaz-e-Magrib
Makes A Good Future For Ur Children
Namaz-e-Isha
Gives A Peaceful Sleep
Namazi Ke Saamne
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya, Ager Namazi Ke Saamne Se Guzarne Waaley Ko Guzarney Ki Saza Ma’loom Ho Jae To Isey 1 Qadam Agey Berhney Ke Bijae 40 (Din, Mah Ya Saal) Tak Wahin Kharey Rehna Pasand Ho.
(Bukhari, Kitabul Salaat, H#510/
Muslim, Kitabul Salaat, H#507)
Ruku Aur Sajjdeh
Abu Masood Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya, Aadmi Ki Namaz Qabool Nahi Hoti Yahan Tak Ke ‘Ruku’ Aur ‘Sajjdeh’
Main Apni Peeth Seedhi Na Karey.
(Abu Dawud, Kitabul Salaat, H#855/
Termizi, Kitabul Salaat, H#265)
Jumma Ke Din Imam Khutba De
Maaz Bin Anas Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Jumma Ke Din Jab Imam Khutba De Raha Ho To Ghutno Ko Pet Ke Saath Mila Ker
Baithney Se Mana’ Fermaya
(Abu Dawood, Kitabul Salaat, H#1110/
Termizi, Kitabul Salaat, H #514)
Farz Namaz Ada Kerney Ke Liye
Abu Imama Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai Ke Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Fermaya:
Jo Shaks Apne Ghar Se Ba-Wuzu Ho Ker Farz Namaz Ada Kerney Ke Liye
Masjid Ki Taraf Nikelta Hai To Isko Hujj Ka Ahraam Bhandney Waaley Ki
Maanand Sawab Milta Hai
(Abu Dawood,
Kitabul Salaat, H#558)
Bundah Sajdeh Ki Halut Main
Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya BundahSajdeh Ki Halut Main Apne Rab Ke Bohat Ziadah Qareeb Hota Hai
Pus Is Waqt Ba- Kasrat Du’a Kia Karo
(Muslim, Kitabus Salaat, H# 482/
Abu Dawood, Kitabus Salaat, H#875)
Allah Ke Koi Gaib Nahi Jaanta
Syedha Aaisha Raziallahu Anha Fermatin Hain Jo Shaks Ye Gumaan Rakhta Hai
Ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Kal Ko Pesh Aaney Waaley Halaat Ka Ilm Rakhtey Hain Is Ne Allah Per Bohat Bara Bohtaan Baandha Kyun Ke Irshaad Baari Ta’la Hai:
“Keh Dijye Ke Aasman Waalon Main Se Aur Zameen Waalon Main Se Siwae Allah Ke Koi Gaib Nahi Jaanta”
(An-Naml, V#65)
(Sahih Muslim, H# 177)
No comments:
Post a Comment