Friday, March 27, 2009

bahut tamanna thi, pyar mai aashiyan banane ki,
bana chuke to lag gai nazar zammane ki.
usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mai aansoo,
saza mili hai humai muskurane ki !

No comments:

Post a Comment