Friday, March 27, 2009

hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaye,
logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.

No comments:

Post a Comment